Sub Inspector of Police - Rajasthan Public Service Commission

Advertisements

Profile:

Rajasthan Public Service Commission (RPSC) was established in 1949 and it is regulated by the Rules & Regulations Act 1963 of the RPSC. For effective performance of its activities and functions, the commission is guided by a chairman and five members under him. The primary functions of the commission involve conducting examinations for appointment to various services of the state; and advising Government on matters relating to the methods and principals of recruitment to civil services/posts. The Commission also advises the Government in making promotions and transfers from one service to another; and disciplinary matters affecting a person serving under state government in civil capacity. It is responsible for conducting examinations for different positions like Programmer Competitive Examination, Stenographer Competitive Examination, Legal Assistant Competitive Examination, Motor Vehicle sub-inspector competitive examination, Sub-Inspector of Police Combined Competitive Examination, Junior Accountant / Tehsil & Revenue Competitive Examination, Rajasthan Engineering Service Combined Competitive Examination, Rajasthan Forest / Rangers Grade-I Combined Competitive Examination, Rajasthan Judicial Service Competitive Examination Rajasthan State & Subordinate Services Combined Competitive Examination, etc…

Job Profile:

Rajasthan Public Service Commission (RPSC) invites application for the post of Sub Inspector.

No. of posts – 361

P ay Scale - Rs. 9300 - 34800 + GP Rs. 3600

Eligibility:

Age Criteria: To apply for this post candidates must be not less than is 20 yrs of age and not more than 25 years of age as on 1st of January 2011.

Educational Qualification: Must have a graduation degree. For further details regarding educational qualification and eligibility regarding physical fitness, refer http://www.rpsc.gov.in.

Selection Process:

Candidates are selected for the post through written examination. For further details regarding the written exam refer the RPSC’s website.

How to apply:

Eligible candidates can apply through OMR application that can be downloaded from RPSC’s website http://www.rpsc.gov.in.

Contact Details:

Rajasthan Public Service Commission

Ghooghara Ghati,

Jaipur Road,

Ajmer

Last date to apply: 31.12.2010

For more information visit website http://www.rpsc.gov.in

 
Advertisements







 

Do you have any question? Please ask:

Questions will be answered on our Forum section

893 Responses to “Sub Inspector of Police - Rajasthan Public Service Commission”

Pages: [6] 5 4 3 2 1 » Show All

  1. 893
    Leela:

    s.i. 2010 walo ko joining kab denge.please anyone tell me.

  2. 892
    Mohammad W. Haider:

    What is age limit in S. I. for OBC.

  3. 891
    Rohit Setia:

    Rpsc me interview based govt.job selection clearly corruption ko paida karne ke liye rakha hai..sab kuch fix hota hai..paisa lekar selection hote hai..dosto interview band hone chahiye..fair and transparent deal honi chahiye..awaj uthao is corruption k khilaf..rajasthan govt. band karo interview,band karo bhrashtachaar..

  4. 890
    SURENDER UPADHYAY:

    MY RANK IN GEN BOYS IS ….424…MARKS …324.22
    CAN I EXPECT FOR FINAL SELECTION ????????

  5. 889
    sunita:

    high court me joining ko lekar stay order hai..mera gen.girls me 30th rank pe selection hua hai, par ab darr lag raha hai…kya koi plz batayega ki obc girls ko gen. me liya jayega ya nahi,jbki baki sab exams me liya jata hai..high court ki joint bench ne bhi in future ke sabhi exms ke liye ye order de diya hai firr isme kya problem hai

  6. 888
    Sunil kumar:

    Dear sir,
    Sir m motor vehicle sub inspector k liye aapply kr rha hu.to iske liye mujhe previous paper mil skte h kya agar milenge to kha milenge ? Plz tell me

  7. 887
    digvijay:

    aage vecancy kb aa rhi h?

  8. 886
    Vinod kumar:

    Sir, college degree mai obc ke liye kitne % ki need hoti exam attend ke liye plz ans.

  9. 885
    pinki:

    what is d matter og resevation in girls
    i hv 1404 rank all over is there any chance of selection

  10. 884
    sunita:

    sir, plz tell me kya obc female candidates ki merrit gen female se jyada rahegi……….. kya court ka fasela lagu ho jayega

  11. 883
    Mahender:

    any one know what’s the final cutoff of rpsc si for Gen. & OBC ,,please inform

  12. 882
    sunil:

    sir
    i got 311.22 marks in written and called for interview for s.i. but they give me only 14 marks in interview and i m not in merit in mark sheet the remark is that i have not consider for reccomandation.would u plz tell me that it is necessary to score more than 15 marks to pass can i apply writ petition against the interview

  13. 881
    kd:

    meri 677 rank h..si ap mila h…kya means h iska…selection h ya nahi

  14. 880
    harendra choudhary:

    final cut off for gen male and obc male between 320 to 330

  15. 879
    r. k. panuu:

    21 ko
    resul aa rahaa hi to keyaa yaai final resutt hogaa?

  16. 878
    rajuram:

    fir stao aa sakta hey cutof jari kerna ka liya
    overage walo ki jega dusro ko int. Call kerna ka liya jo documents jema nehi kervya unki jega dusro ko int. Call kero kitna candidate behar huva unki suchna do pela 357 walo na int. Diya to aa qu nehi

  17. 877
    suresh:

    Dosto 20Feb ko rejslt 100% ahega merrit gen 305-315 ke bich rahegi jis din rjlt declair ho dekhana mere to kam hai int. Par depend hai

  18. 876
    p.c.bana:

    Dear sir
    Rajasthan Police S.I. Next vacation, Please give me intimation

  19. 875
    kamalesh gehlot:

    mujhe kabhi kabhi lagta hain ki 28 january se pehle nye interview call ho jayenge aur interview dates pe on arrival detail form fill up krwa ke interview honge.same day……….multiple bord bna ke interview le lenge..aur jab interview dates fix ho jayegi tab humare result ki date bhi fix ho jayegi……last day of interview……………..
    whay say ?

  20. 874
    meera:

    dosto revised result ka bad interview ka liya male 357 and female ka liya 280 ki jega new cutof ky rehagi plz comment

  21. 873
    HARI RAM:

    PHYSICAL KAB SURUU HOO RAHIYAA HI OR CUT OF OBC KEYAA RAHIGIYAI

  22. 872
    prem jangid:

    preety ….final girl cut off may be…280-70-20=210+40=250+after revise result+10=260270 thats all….57%59%………and plese tell your idea about boys merit obc

  23. 871
    preety:

    hi can anyone tell me ki gen girls ki merit kitni jayegi….aftr physical 280 gayi h..n final result kab tak aa jayega

  24. 870
    khetaram:

    go on facebook and like the pase”rpsc si”and get daily update.join the rpsc page soon.

  25. 869
    RUPARAM GODARA:

    REVISE RESULT KE BAD KITENE KA OR INTERVIEW HOGA

  26. 868
    YOGESH:

    frnd,s RESULT will come soon
    on friday……………………………….

  27. 867
    James Bond:

    SI ka revised result decralre hone mein 1 Month lag sakta hai.
    Kuch candidates ke Physical test aur Interview liye jakar hi FINAL Result aane ki sambhavna hai.

    Dhanyabad

  28. 866
    parmeshwar jangid......:

    dosto esa lagta h jaise hamara result gumnami k andhere m kho gaya h……koi surag nahi bas sab guess karne m jute h…………aap logo ko kya lagta h result aa jayega……..

  29. 865
    YOGESH:

    RESULT COMEING SOON IN 2013

  30. 864
    arjun:

    Dostoo ,
    aga RPSC over age waloo kaa interviw lati HI to court mai jania kai liya tayiar HO JAOO VARNAA SI bhuljaoo agar tiyar ho jaoo
    AGAR raj.gov. koo over age lanaa thaa to pormotion sai hi lai laitai

  31. 863
    YOGESH:

    YAAR RESULT TO AB TAK NAHI AAYA HUM LOGO KO MILAKAR RPSC MAI GYAPAN DENA HOGA

  32. 862
    parmeshwar jangid:

    dosto result kam se kam 2-3 mahine baad aayega……..kyoki naya revise result aane wala h….kuch interview se andar bahar honge……isliye ab ek or lamba intzar karna pad sakta h……kya kare inkaaaaaaaaaaaaaaaaaa……..

  33. 861
    tiwary rc:

    plz final result ke bare me confirm news ho to comment kare

  34. 860
    manu kirodiwal:

    i m confused yar what is total post ,tell me

  35. 859
    arjun:

    Dostoo ,
    aga RPSC over age waloo kaa interviw lati HI to court mai jania kai liya tayiar HO JAOO VARNAA SI bhuljaoo agar tiyar ho to date 22.11.12 koo MAANANIYIA HIGH COURT JDR. aajanaa

  36. 858
    Yogesh:

    Yaar ye result aayega ya nahi

  37. 857
    bhupendra:

    for the blog on facebook write on facebook “RPSC SI” you will reach a good si blog where having daily update.

  38. 856
    bhupendra:

    kya natak hai is site ka blog time par upload nahin hote
    lagta hai dusre blog par jana hoga. kya aap sabhi sahmat hai!!!

  39. 855
    ram karan:

    Dosto DIWALI kaa ram ram
    sabhi nayaa thandroo nai ram ram
    1dosto keya TEACHER ka job chood kar police Si bannaa achaa hoga keya?
    2 keyaa police mai bhi govt holiday kaa avakass hotaa hi
    3 key policev mai jab chavoo tab chutiyaa milti hi?
    4 year 2010 mai 16 logoo nai si sai resigine di kar teacher kaa job chunaa keyaa karan ho saktaa hi?
    5 TEACHER sai RAS ban giya par si sai NAHI Q
    6 ACB kaa target P………… not teacher why?

  40. 854
    prathviraj:

    bhai dekho pichli baar interview cut off 332 thi aab iss baar paper easy hai toh 500 ka 10% yaani 50 no bhi cut off upar rehati hai toh revise interview cut off 382 highest rah sakti hai. or isi tarah final cutoff bhi pichli baar 284 gen rahi thi toh is baar 450 ka 10% yani 45 no jyada rah sakti hai yaani ki 330 par isse jyada kisi haalat mai nahi jaa sakti.
    becoz koi bhi exam ho pattern change hone par maximum 10% ka fark padta hai or yahi trend chalta hai.
    prathviraj 8560012874

  41. 853
    bharat choudhary:

    hi,friends long time me back hone par sorry ab discus marrit ke barai me fnl marrit bas 5 din me mil jayegi result aane wala hai.

  42. 852
    420:

    Revise key se milane ke baad yadi question ko 1.3480 marks ka mana jata hai to mere negative marking ke marks cut karke 71% ban rahe hain. Mere anusar merit 315 ke aaspass rahegi. Parmeshwar jangid tum yaar itni tagdi explanation mat do . Ek baat interview me clear ho gayee chahe aap coaching kare ya na karen s.i. Ke int. ke liye to koi mayne nahi rakhta . Result 21 nov. Ko aa jayega. Agar hum overage + detail farm nahi bharne walo ko jode to 426 bante hain. Total male 1437 hain and isme se yadi overage +detail farm na bharne wale hum female candidates ko chod kar minus karte hain to…
    1437-300=1137.
    Aaj 13 nov. Ho gayee hai and revised result bhi nahi aaya hai.
    Int. Cut off 357 thi and usme se physical ke 100 marks nikal de to written ke 257 marks hote hain. Aisa to ho nahi sakta ki har bande ke 290 ban rahe ho . 257 se 290 ke beech me 33 marks ka fark hai and in 33 marks ke fark me bahut jyada bande hain. Sabhi bhai tension free rahen. Jo hona hai wo hoga , we can’t change it. 341 cut off ki afwah hai. Interview cutoff bhi 380 bata rahe the. Final cut off 70 to 71 hi rhegi kyonki pichli baar 2007 int. Me 17 number lene wale bande bhi select hue the. Aapke written marks jyada ahamiyat rakhte hain.

  43. 851
    LOKPAL SINGH NANDSI:

    HAPPY DIPAWALI ALL FRIENDS

  44. 850
    bhupendra:

    are bhaiyo kya sabhi ke number bade hai kya yani ke jo question rpsc ne delete kiye hai unko kisi ne cheda hi nahi. main ye nahi manta hann kuch ke bade hai lekin kuch ke kam bhi huye hai isliye jyade antar nahi rahega 3 ya 4 number ka farq rahega. last cut off gen- 315-325 obc- 314-324.

  45. 849
    parmeshwar jangid:

    pahale cut off 357 thi ,ab revise key se har candidate ke lagbhag 10-12 sawal ke number badh rahe h ,,,yani 14-17 no……..yani new cut off 357+17=374 /375…….ab agar interview k average marks 30 mane or cut off ek gune m 10-12no . up ho to final selection merit cut off—375+30+12=417…..agar inme se physical k average marks 90 maane….to 417-90=327………………………………………………………mamtlab gen final cut off—-330
    obc…………………….324/25

  46. 848
    R N PATEL:

    dostoo yeai 341 before intiviwe yaa after hai

  47. 847
    prathviraj:

    frnds overage wale only 378. he hai ye 615 bilkul bakwaas hai or final merit 320-330 ke beech mai he rahengi so dont worry jiske bhi written mai 305 no hai woh bilkul safe hai no need to worry baaki jo log written mai 80% or above bata rahe hai apni copy dubara check kare kya pata rslt aane par jhatka lag jaye.

  48. 846
    prathviraj:

    k k bhai bilkul sahi suna ki merit 341 jayegi kyuki kisi se bhi pooch lo 80%(320) no. ban rahe hai phir inter ke 20 or jodo toh bhi 340 se kam ka toh chance he ni banta or agar 351 bhi jaye toh bhi koi nayi baat nahi hai kyuki inter mai 30 bhi aate hai.

  49. 845
    Yogesh:

    Mera interviw to bigad gya hindi mai to kuch bhe nahi aaya baki 3 member ke aadhe qusno ke answer de diye the saale qus. Ko atka kar hi dum lete the jab thak puchate rahte jab tab apna gyan khatam no ho ja vai
    aap bato 4 member kitne number de sakte hai

  50. 844
    prathviraj:

    vaibhav bhai jarur jayenge court mai agr overage walo ka hoga toh. bhai apke no. toh dijiye ya fir call kariye 8560012874 prathviraj
    i m waiting bhai

  51. 843
    R MANISH:

    Bhai aapna to Assistant Commandant me ho gaya hai UPSC se 30 oct ko result aa gaya tha. ab dekhte hai thanedari me ye chore kya karte hai abhi to result me bhi bahut time lagega. UPSC JINDABAAD

  52. 842
    krishna:

    suna hai lagbhag 341 last merit jayegi ? kya apne bhi suna hai

  53. 841
    kishan jaat:

    dosto revise result b aayega kya

  54. 840
    Yogesh:

    Yaar ye comment paste hi nahi hote

  55. 839
    R N PATEL:

    REVISE RESULT KAB AARAAHA HAIIII

  56. 838
    420:

    interview gone medium,what about final cutoff? i think merit will be 320

  57. 837
    kk:

    bhai suna hai 341 last merit ja rahi hai

  58. 836
    bhupendra:

    rpsc ki revised answer key mein bhi kuch question galat hain jaise 1. hindi mein anubad wala - “matter may be reffered to d.m” iska sahi uttar 4 hai lakin rpsc ne 1 bataya hai.

  59. 835
    Vaibhav:

    Agar court overage walo ko chut deti h to hum chup thodi baithege…
    Dosto 2007 me koi chut nai di thi aur 3 sal me vacency nikal rai h 2004 2007 2010 ek bharti ko puri hone me 3 year lagte h … Tkc

  60. 834
    yogesh:

    New result 2 now. Tak aa shakta hai

  61. 833
    ANURAG CHOUHAN:

    total 2064 ko pass kiya tha jisme se kewal 1800 jano ne detail form bhara tha in 1800 jano me se overage wale 615 hain jinko interview call nahin huaa to baki bache 1185

  62. 832
    jasraj godara:

    sir,please send question paper of GK rpsc s.i. exam 2011

  63. 831
    r n patel:

    over age total 378 , absent in filling form 48 total= 426+ other ho to batoo

  64. 830
    sonu27:

    bhai log yaar cut off toh yaar 280-285 or final 340 se kam ni rahegi sala jisse bhi poocho written.mai 80% ho gaye hai fir kaise kam rahegi. baaki mere hisaab se final 325-330 highest rah sakti hai fir dekho rpsc kya karti hai

  65. 829
    manu kirodiwal:

    overage walo ki total strength kitne h

  66. 828
    jogsa:

    revise rejult 2 nov. Tk a jayega.100 nye pas honge merit 368 pr jayegi final merit 315 rhegi.tention mt lo bhai

  67. 827
    yogesh:

    Now I think new interviw cut off 365-370 and final cut off 320 -325

  68. 826
    bhupendra:

    sabhi thanedar taiyar ho jao gen - 310, obc-308,

  69. 825
    Rameshpindyar:

    gud luck for all
    i think 28O safe in any categry
    plz chek answers
    me bahut cnfusd hu 2nd grade ko chhod kr si banna
    plz suggest me right things
    m waiting eagrly

  70. 824
    lokpal singh rathore:

    lokpal singh rathore
    last merit 321 - 325 .
    mere return me 277 no. ban rhay hay rpsc ki answer key say

  71. 823
    Vaibhav:

    Patel ji ab ek question 1.388 no. Ka hogya h or ab dosto plz coment kro padhke acha lagta h yaro merit to pata nai kya rahegi sch koi bolta nai … Over age kitne h wo b nai pata bs dec. Tk result jari krde 2 sal se pagal hogye h roj news roj new merrit…

  72. 822
    Vaibhav:

    Dosto kya hua kitna faraq para sub logo ke adhiktar ke to 5 7 ka kuch ke 2 3 no. Kam b hue h par kuch ke sidhe 25 ka par gaya . Dosto fir suspence bdha diya rpsc ne kitni merit jaegi kya hoga dekhte hai… R.n patel ap d.p me ho kya yaar

  73. 821
    krishna:

    rpsc ne latest si answer key nikali hai usme bhi kai question galat kiye hai aap bhi apne que mila karcomments karein

  74. 820
    Vaibhav:

    My dear friends lo aa gayi na answer key check krlena merrit 325 ke pas rahni chaiye kya lagta h yar tkc

  75. 819
    prathviraj singh:

    vaibhav ji pls call me or msg me i wanna talk to u
    8560012874 - prathviraj singh

  76. 818
    swati:

    please dosto koi to btao ki int. me kya question puche ja rahe hain

  77. 817
    LOKPAL SINGH RATHORE:

    JAI BHWANI ALL FRIENDS
    KYA HALL HAY .
    RPSC NE 16 Q. KO GALAT MAAN RAKHA HAY . AB KITNE PERCENT BAN RHAY HAY DOSTO ABHI BI 76% WALO K 76% BAN RHAY HAY KYA, YA 71% HO GAYE HAY.
    AB SOCH LO YAAR KI MERIT KYA JAYEGI .
    RESULT KA WAIT KARO YAAR
    JAI BHWANI
    LOKPAL SINGH RATHORE
    TH. NANDSI

  78. 816
    R MANISH:

    Expert committee ready on 15 Q’s and now some more thousand candidates clearing for PHYSICAL and few of them for INTERVIEW ultimately the whole procedure is delayed for few more months and state Gov. wants this so guys don’t worry.Enjoy your present job otherwise prepare for RAS mains. but the delay in result is not in our favour. RPSC AND STATE GOV. MURDABAD.

  79. 815
    R MANISH:

    Expert committee ready on 15 Q’s and now some more thousand candidates clearing for PHYSICAL and few of them for INTERVIEW ultimately the whole procedure is delayed for few more months and state Gov. wants this so guys don’t worry.Enjoy your present job otherwise prepare for RAS mains. but the delay in result is not in our favour. RPSC AND STATE GOV. MURDABAD. F**KING PEOPLE WITH F**KING ATTITUDE AT RPSC

  80. 814
    sonu:

    frnds court ne overage walo ko 3 saal se jyada ka relaxation dene se mana kar diya hai or SI mai overage wale 600 jane hai or unko koi relaxation nahi milna chahiye kyuki 2007 mai april mai vacancy aai thi or 2010 mai nov mai jo ki 3 yr ka difference nahi hai isliye woh candidate jinhe apne selection ki umeed hai high court mai overage walo ke against rit lagane ko prepare rahe kyuki aab court bhi mana kar chuka hai.

  81. 813
    sonu27:

    bhai vaibhav ye batana ki agar 75% cut off (337.5) no rahegi or interview mai average har candidate ke 25 bhi mano toh iska matlab har aadmi jiska inter. call hua hai uske written mai 312 no. hai toh phir bhai ye 257 par kon hai kya ye koi kaalpnik figure RPSC ne diya hai jara samjhana bhai or yeh koi gurantee nahi ki inter mai sabko 25 he mile so baat aisi karo jisme koi sense ho faltu ki nahi

  82. 812
    420:

    10000 constable ki vacancy to agle saal s.i. Ki post fir se nikal sakti hain.

  83. 811
    R MANISH:

    YE comments itne late kyo publish hote hai yaar 8-10 din lag jate hai Or bhai logo ab to kafi logo ke intrview bhi ho gaye ab to batao interview kaisa hua or kitni cutt off jaegi I THINK IT WILL BE AROUND 305 TO 310

  84. 810
    sukhveer cid:

    dosto kya dobara merit jari hogi. cut off 67 gen/66 obc rahne ki sambhawana h.

  85. 809
    r n patel:

    Dear friends
    Vaibhav keyaa un 16 question kai number all question mai samil kardiyaa hi yaa un wrong qstion ko rpsc nai right kar kai result banaigi

  86. 808
    Vaibhav:

    Dosto 2 din youth hostel me rahke aya roj 2,3 jane nai aa rahe roj 36 jano ka int. Hota h or koi nai janta int. Me kya puchege subka alag chalta h. Is int. Me 80% gov. Job me h wo h . 100% revise result ayega. Merrit ko pata nai sub 75 btate h to kya hoga . Waqt btaega gdnt

  87. 807
    Vaibhav:

    Dear friends,
    raj. Si. Ka revised result ane wala hai. 200 jano ka interview or hoga..

  88. 806
    r.n patel:

    DOSTO yei rit walai loog kitnai hi koi sai fact news ho to batana or jo 16 question kai bonas number kaa keya hoga

  89. 805
    ANURAG CHOUHAN:

    GALAT PRACHAR MAT KARO BHAYI LOGON MERA INTERVIEW TO MEDIUM HI HUAA HAI OR HAAN PAR CUTT OF 63 SE 71 KE AAS PAAS HI RAHEGI
    ALL THE BEST

  90. 804
    Yogesh:

    Kya hua new result ka

  91. 803
    420:

    Radika jai aapne to mera pahle kiya hua comment hi apne naam se chipka diya very good.

  92. 802
    dharamraj lamba:

    Sunne me aa rha h ki overage walo ko interview me samil hone ki permission mil gae,kya yh bat shi h or vo total kitne candidate h.

  93. 801
    HONTI:

    DOSTO rit mai 16 question jo right hi or RPSC nai unkoo wrong manna hi un kaa keyaa hogaa or log kahi rahiyaa hi ke intu. me to tota log PRESENT ho rahiyaa hi koi bhi absent nahi ho rahiyaa hi or total gk @political kai barai mai hi

  94. 800
    SUNITA M.:

    rpsc KEY sai milan keyaa to 18NUMBER less ho rahiya hi or total 9 question kaa blank chodaa hai to unkaa number kaa keyaa hogaa?
    or yai over age walla kitnaa hi koi to 228 koi400 to koi632 to koi 250to350 bataa rahi hai

  95. 799
    sukhveer cid:

    DOSTO JO INTERVIEW ME PRESENT HO JAYEGA USKA SELECTION CONFERM H.

  96. 798
    kamal kala:

    dosto 3rd grade mi koi pass huvaa ho to batanaa joo si kaa inturv. mai bhi pass ho
    abb dako 3rd grade kee merite keyaa rahi hi ? anuman lagaoo SI kee kitni rahigii i mein 305to314 last cut of merite hogi
    or kai bandoo kaa 3rd mai bhai huvaa honga to vai log iss police kee BELT BAND OR DIFFICULT job mi nahi aaign aor yaa log to sevile job ke tariyari katai rahingai to best rahingaa

  97. 797
    Vaibhav sharma:

    Dost wo rpsc ki key wali baat sai h jo fail hue h wo court ke threw dekh ke aye h us key se subke no kam ho rahe muje lagta ab to merrit 300 ke niche rahni chaiye dosto overage wale candidate 228 they or 200 ke karib farm jama nai hue chance lagte h tkc gdnt

  98. 796
    raju ram:

    Ek nayi answer key Kai ladko ke paas hai.
    Jo ki ek authentic key lag rahi hai.
    Uss key se apna paper check karke bataye kitne marks kam ho rahe hain. uss key se every candidate ke 15-20 marks kam ho rahe hai.
    Check that and Post the comment.
    Thank Your

  99. 795
    raj s.i:

    yar dosto ye muje ni pta muje interiew me kitne nu milenge but jub mera int khatm hua aur bahr aya to me confident tha int 25 minute tk chala.muje asha hai ki mera selection hoga.ap bhi apne bhavnao ko post kro bhai.

  100. 794
    parmjeet:

    ik aur board 10 sept. Se beth skta hai aur interview 20 auct.tk khatm ho skta hai.overage valo ko h.c ne mana kr diya int.lene se.krib 235 ke aas pas hai.

  101. 793
    naresh:

    632 overage+627 girls+205 int. Ka form ni bharne vale total 1464 candidate to apne aade ni ainge baki bse 602 me se 410 candidate ka selection hona hai mere hisab se merit 290 to 295 ke bich rhegi 450 me se.gd luck to you.

  102. 792
    parvin:

    kai ladko ke pas ik ni key hai usse mere to 12 number kam ho rhe hai ap bhi btao bhai.

  103. 791
    Amit jat:

    good news to all eligible candidate high court ne overage valo ka interview ni lene ka order diya hai source dainik navjyot ajmer addition date 31 august.overage vale ldke krib 632 hai aisa suna hai.so merit will remain about 294 to 300 for gen and obc.so best of luck to all my friend.

  104. 790
    PATEL R.N.:

    DOSTO HIGH COURT JDR. NAI TO RIT WALOO KO GHAR JAKAR AARAM KARNAI KAA SIMBLE DAI DIYAA HI . DANIK NAVYJOTI NEWS PAPER DATE 31.08.2012 PAGE NUMBER 12 PADOO OR TAINSION MAT LOO

  105. 789
    sonu:

    frnds court ne overage walo ko 3 saal se jyada ka relaxation dene se mana kar diya hai or SI mai overage wale 600 jane hai or unko koi relaxation nahi milna chahiye kyuki 2007 mai april mai vacancy aai thi or 2010 mai nov mai jo ki 3 yr ka difference nahi hai isliye woh candidate jinhe apne selection ki umeed hai high court mai overage walo ke against rit lagane ko prepare rahe kyuki aab court bhi mana kar chuka hai.

  106. 788
    Vaibhav:

    Dosto ye new key or overage sub jhuti afwahahe h bwkf bna rahe mere 7 dost interview de chuke h overage walo ko ab tk to samil b nai kiya h or last merit to result btaega kyuki ajtk jite bnde mile koi b 75 se kam nai btatata ….

  107. 787
    radika jai:

    Jab main r.p.s.c. Me interview form jama karane gaya to mujhe wahan kai bande mile jo ki apne marks 74 to 77./’ bata rahe the . Interview ke liye 2066 candidates ko bulaya jaayega .agar hum physical ke 100 marks nikaal de to written cut off 257 marks hote hain. jis bhi candidate ke 295 marks written hain unke selection ke acche chance hain.kyonki physical ke liye 50000 candidates ko bulaya gaya tha aur physical ke marks nikalane ke baad 257 marks par hi interview call ho gaya. Ab yadi hum anuman lagate hain ki 257 marks to 295 marks ke beech kam se kam 500 candidates to jarur honge. In 500 candidates to nikalne ke baad baaki bachte hain 1500 candidate yaani ki 3 me se 1 ka selection . Last merit 71 percent rahni chahiye kyonki interview me marks prapat karna asaan kaam nahi hai

  108. 786
    kamal kala:

    overage vale ldke krib 400 ke aas pas hai aisa suna hai aur unko interview me samil hone ki ijajat h.c ne de di hai isliye hamko unke against s.c me jana chahiye tbhi hmara selection hog

    Read more he

  109. 785
    rajkumar:

    dosto 3rd grade mi koi pass huvaa ho to batanaa joo si kaa inturv. mai bhi pass ho
    abb dako 3rd grade kee merite keyaa rahi hi ? anuman lagaoo SI kee kitni rahigii i mein 305to314 last cut of merite hogi
    or kai bandoo kaa 3rd mai bhai huvaa honga to vai log iss police kee BELT BAND OR DIFFICULT job mi nahi aaign aor yaa log to sevile job ke tariyari katai rahingai to best rahingaa

  110. 784
    420:

    Thanks for answering yogesh ji.

  111. 783
    Yogesh:

    Yaar jiska interviw ho gya hai please blog par apna mobile no. Daal dai mai baat karna chahata hu

  112. 782
    Anand:

    Ek nayi answer key Kai ladko ke paas hai.
    Jo ki ek authentic key lag rahi hai.
    Uss key se apna paper check karke bataye kitne marks kam ho rahe hain. uss key se every candidate ke 15-20 marks kam ho rahe hai.
    Check that and Post the comment.
    Thank Your
    email ID [email protected]

  113. 781
    Parmeshwar jangid:

    Hello Dosto , bikaner me sabse jyada candidate pass h.140..inme se 15 candidate apne marks 75%(written) me bata rahe h ,matlab 10% yani allover average 1000 me se 100 candidate, baki bache gen+obc=180 ye lagbhag 72 % se upar honge,yani 72*4=288 marks ,isme agar interview ke average 28 marks mane to 288+28=316,is tarah toppest merit obc 315 &gen 320,yani final cut off obc=70% and gen=71% iske upar agar koi guess karta h to jarur is no.par msg kare 9024462894 with example

  114. 780
    KAMLESH GEHLOT JODHPUR:

    FRNDS
    i hv done my interview and it gone superb.
    dont worry abt merit and cut off. if you deserv for it than no one can stop you and if you not deserv for the same than no one can give you this SI seat. Trust on owns “ISHT” and GOD.
    A person who is more batter option than us , he/she must got this oppertunity before us…..if we are batter than others than god definetly provide this to us……
    KARM KIYE JAO FAL KI ICHHA NA KARO……

  115. 779
    sonu27:

    bhai yogesh aisi baat hai ke jis kaam ko karke self setisfaction milta ho wahi karna police job jyada tuff hai har baar 15-20 jane chod dete hai. or ghar wale job mai tere saath nahi aayenge or agar 2-3 saal job karke chodi toh na ghar ka na ghaat ka isliye jo bhi decision ley soch kar lena kyuki yahi hakikat hai all the best.

  116. 778
    Vaibhav:

    420 ji maine koi bharm nai failaya jawab diya ki 75 se uper 200 jane h tb jaegi ..
    Is blog pe coment 5 7 din bd publish hote h man nai krta coment krne ka .
    Itne coment krte the log bhaiyo kaha gye sub kuch to kro time pas hota coment padhke or jo hoga dekha jaega tkc

  117. 777
    Vaibhav:

    M jb parishkar gaya 4 batch tha 105 jano ka ek batch hamare bad b aya tha to 5 batch they or ek jodhpur utkarsh walo ne lagaya jisme karib 200 they or mere 75 bn rahe ab dekhte h uper niche kitna hota h or to result ane par hi pata lagega. Waise ab tk to sub favour me hi raha h post b pichli br se double se b jyada r.a.s ka result 2 bharti 2nd gard ki or b khub vacancy sath ayi ..
    Now all depends on interview ..
    Best of luck

  118. 776
    ANURAG CHOUHAN:

    BHAAYI LONON JINKA BHI AB TAK INTERVIEW HO GAYA HAI PLS APNE INTERVIEW KE QUESTION & EXPERIANCE POST KAREN

  119. 775
    420:

    Vaibhav tumhare kitne % ban rahe hain and kabhi tum last merit ka anuman 68% lagate ho and kabhi 75%. Ye bharam paida karta hai and ye bhi batana ki parishkar me kitne candidates coaching kar rahe the . Merit to 70 se neeche hi rahegi

  120. 774
    sonu27:

    bhai log final merit 305-310 tak rahegi kaise jara gour kare
    last time interview call cut off = 232
    present cut off = 257
    difference = 25

    last time final cut off = 275
    so this time final cut off
    will be = 275+25=300
    hadd mar do toh 305 ya 310 isse jyada nahi.
    aab kisi ki isse alag rai ho to tark sahit bataye.

  121. 773
    Yogesh:

    Yaar mai to police vibhag mai nahi jana chata per mere ghar vaale dabav bana rahe ha beacuse teacher job is old passion

  122. 772
    420:

    Dosto tension lene ki jarurat nahi hai final merit 70% se upar nahi jaayegi . Kyonki interview me number 30 se kam hi milenge. 17 number to har ek ko milenge. So keep patience and make your dream come true

  123. 771
    rajkumar:

    dostoo RIT WALOO kaa intu.nahi ho rahiaa hai court in ko MOGEE KARNAI KAA HUKAM DEGAA

  124. 770
    Vaibhav:

    Dosto is blog pe itne coment krne wale itne % wale kaha gaye dosto kro coment ya hogya kam…
    All the best dosto
    ek serviceman me sabhi ko avrg 42 marks diye h interview me bye

  125. 769
    Vaibhav:

    My dear frnds ap sabhi jinka interview call hua h tens free hoke de. Kisi b nonsense baato pe dhyan na de or bahut jane jinke 85 or 75 ban rahe they unka call b nai hua final merrit ka wait kre 68 tk rahni chaiye…
    Aur jo 2nd grad teacher hai wo isme kyu aana chahte h is ka answer ache se tayar krke jaye bye tkc

  126. 768
    rajesh:

    overage vale ldke krib 400 ke aas pas hai aisa suna hai aur unko interview me samil hone ki ijajat h.c ne de di hai isliye hamko unke against s.c me jana chahiye tbhi hmara selection hoga9015823114

  127. 767
    kamal:

    frnd intervu start ho gayai hi agar kesi kaa huvaa ho to apanaa mobile number note dailai

  128. 766
    420:

    Yogesh ji mujhe ye bataye ki yadi aapka selection ho jata hai to kya aap 2nd grade ko chod denge and apni % batane ke liye thanks. Vaibhav ji aapne apni % nahi batayee. Mere 74% ban rahe hain. Kya position rahegi meri .

  129. 765
    Anand:

    Kai log keh rahe hain ki RPSC ne kuch logon ko answer key show ki hai.
    Kisi ke pass koi confirm news hai to plese share karein aur batain ki kin questions ko RPSC ne Doubtful ya ghalat mana hai

  130. 764
    Yogesh:

    Mere 76% ban rahi hai mera selection 2nd grad sst. Subject mai bhi hua hai

  131. 763
    420:

    Yaar ye comments 10-10 din ke baad kyo appear hote hain. Final merit will be 308.

  132. 762
    Vaibhav:

    Dosto comment kro apne % batau or sai btau agar 200 bndhe b 75 se uper h to merrit 325 se kam to nai rahegi ..
    M parishkar gaya tha maxium logo ke 72 bn rahe ise kam to kisi ke nai h jhut bolte h ya sacha bhagwan jane ab fir 5 month lamba wait…..

  133. 761
    Vaibhav:

    Dosto ye kya h interview 5 month chalege aj tk to aisa nai hua r.a.s tk me itna lamba period nai dekha……

  134. 760
    kuldeep:

    bhai r n patel eak baar interview call ke baad seats kabhi nahi badhti isliye aisi baat naa kaho jiska koi sense na ho.

  135. 759
    Yogesh nagar:

    Yaar interviw mai kya puchte hai

  136. 758
    r.n. patel:

    dostoo si kee post badh rahi hai so naver tanson yarro ?

  137. 757
    Ramehar randa:

    Vaibhav tumne jo bando ke marks bataye ho unme physical ke marks include hain ya nahi. Please tell. Logon se request ki apni apni % sahi bataye taaki final merit ka anumaan lagaya ja sake and physical ke mark usme na add kare .kyonki final merit written+interview ki banegi mere 73 % ban rahe hain.

  138. 756
    Champu ji:

    Agar merit 310 tak jaayegi to apna selection pakka hai aur ek bhi no. Upar gayi to………
    dhadaam.
    Shapast karen ki merit 310 rahne ka kya aadhar hai.

  139. 755
    Ghostrider:

    Anurag ji and lokpal ji please apne number batane ka kasht karen aur saath me ye bhi bataye ki kitne % par selection ho jana chahiye.

  140. 754
    Jitendra:

    Final selection will be around 310 - 313.

  141. 753
    ANURAG CHOUHAN:

    bhaayi logon mujhe ye batao ekdum proof ke sath ki kis category me kitne logon ko bulaya gaya hai?

  142. 752
    padampsingh:

    bhai 420 ji 257 se 295 ke beech main (1437 maise 1200) jane honge kyuki 1 single no. par dher saare candidate hain tabhi OBC main itne jyada ladke pass hue hain.

  143. 751
    padampsingh:

    frnds merit 70% ke under he rahegi kyuki maximum logo ke written main no 260 se 290 ke beech main hain. 290 wala 20 or 30 ke beech main he no. layega kyuki RPSC max. jano ko yahi no. deti hain or ha 300 se upar 200 jano se jyada nahi hain kyuki agar har eak ke no 290-300 hote toh interview call cutoff 380-390 rehti jab ki 357 rahi hain logo ne apni marking apne hisaab se kar di jabki RPSC ke anusaar saaro ke 20 no. toh kam honge he so dont worry kiske bhi 450 maise 310-315 banenge woh definetly select hoga.
    interview call is tarah hua hain
    gen. 290
    obc. 745
    sc. 191
    st. 168
    sbc. 43
    total. 1437 male.
    627 female
    if anynody have some queries call
    Padam p singh
    9782657777

  144. 750
    R MANISH:

    i think merit will be around 357-100=257+52=309~5=305 to 310 ke beech me rahegi because in last si-2007 it was 332-100=232+52=284 thi
    hows that calculation ??????? any guess !!!!!!!

  145. 749
    Ramehar:

    Lokpal ji aapne apne marks nahi bataye . Please tell.

  146. 748
    Guest:

    Bhai logon kewal apne written ke marks hi bataye kyonki physical ke marks count nahi honge and kai aise log hain jinhone phy+written ke marks ki total percentage bata rakhi hai. Isse hum last cut off ka anumaan nahi laga sakenge. Mere anusar 309-313 cut off hogi. Kai bande aise bhi honge jinhone total to sahi kar liya hoga lekin negative marking wale marks total se minus karna bhool gaye honge. Mere negative marking se around 13 marks deduct ho rahe hai and my percentage is 71. Sabhi se anurodh hai ki apni % jarur bataye . Kai log hai jo comment to acche kar rahe hain lekin apni % nahi bata rahe hain aur dusro se ummeed kar rahe hain ki wo apni % bataye. Be honest kyonki yahan % batane se na to hamara selection ruk sakta hai aur na hi ho sakta hai. So each and everyone is requested to tell his % only of written exam

  147. 747
    kuldeep:

    parmeshwar ji 75% ka matlab 338 no. hota hain yaha logo ke 280-290 nahi pahuch rahe hain toh merit 305-310 he rahegi kyuki joh ladke fail hua hain maine 290 no written mai highest dekhe hain.
    or pure raj. main 300 no. se upar 100 ladko se jyada kisi halat main nahi ho sakte kyuki aveg ladko kai no 260-290 ke bich main he hain.

  148. 746
    Parmeshwar jangid:

    Namaskar thanedaro,si ki merit ka kya anuman he..kya 75% se upar jayeji

  149. 745
    rk patel:

    dosto keya haill hi meeritte to 310to325 tak rahagi aap ka keya anuman hi coment. band Q hai keya bat hi F hogiya ho keya yaa padnaa band kerdiyaa hi keya ? yaa 2nd grade yaa 3rd ban gayai ho to tension mat lo hum hi aap keya pak @saff himatiy comment on net

  150. 744
    LOKPAL SINGH RATHORE:

    DOSTO ITNA BI JUT MAT BOLA KARO YAAR KI JISNAY APNI MARKING SAHI KAR RAKHI HAY EO BI SUSPENCE MAY AA JATA . RPSC NAY KISI K BI. NO. KAM NAHI KIYE HAY . AGAR KUCH QUESTION HATAYE HAY TO DUSRAY QUESTION K MARKS BI TO BADHA DIYE HAY . DUSRE QUESTION K MARKS BADHNAY SAY NO. KAM NAHI HUYE HAY .
    DUBARA 5000 PAAS HONAY KI GANIT MAY BATATA HU .
    JO LADKAY DUBARA PAAS HUYE HAY PHYSICAL K LIYE UNKAY JO QUESTION GALAT THAY UNMAY UNKAY MINAS MARKING BI HUI JAB RPSC NAY KUCH QUESTION HATA DIYE TO UN 5000 LADKO K JO MINES MARKING WALAY QUESTION THAY WO RPSC DWARA HATA DIYE GAYE OR UDHAR DUSRAY QUESTION K MARKS BADHA DIYE GAYE . TO IN LADKO KAY UDHAR QUESTION SAHI THAY IS PARKAAR MINES MARKING KA LOSS UNHAY NAHI HUAA OR UDHAR QUESTION SAHI THAY UNKAY TO NO. BADH GAYE UNKAY . JISKAY PHILAY SAY JYADA PLERSENT HAY UNKO KOI BI KISI TRHAY KA LOSS NAHI HUAA .
    JAI BHWANI
    LOKPAL SINGH RATHORE

Pages: [6] 5 4 3 2 1 » Show All